Aaj wo pal hai jise khas bnana mera farz hai
Mere haantho me apna haanth dekar mere saath aagye Bina kahe koi ek alfaz,
Zindagi bhar mere saath rahogi ban k meri dil ki aawaz,
Tum koi or nahi meri biwi meri life ho tum meri zindagi ki Sabse khas meri life partner ho tum,
Janam din tumhara hai magar Aisa lgta hai jaise ye humara hai,
Wada hai tumse is din pe tumhara saath apne akhari saso tak nibhana hai,
Tumhe apne dil me or apni zindagi me maine dhadkano or saaso ki tarah utara hai,
Wada hai tumse is dil me bas tasvir tumhara hai,
Is Suraj ka bas or bas tu hi kinara hai mera bachcha meri jaan love you infinity ❤️…!!

Leave a Reply

Ek Shayar Tera Bhi